SEARCH RESULTS
Showing search results for "bharose"
Ghazal MATCHES FOR "bharose"
Ghazal
tuu use kis ke bharose pe nahii.n kaat rahii??
charKH ko dekhne vaalii!! tiraa charKHa TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
Meeraji
Ghazal
zaraa puuchhe ko.ii ma.aduum hote in dukho.n se
hame.n kis ke bharose par akelaa kar rahe hai.n
Irfan Sattar
Ghazal
kabhii kabhaar bharose kaa qatl yuu.n bhii ho
ki jaise paa.nv tale se zamii.n sarak jaa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
kha.De hai.n pyaase anaa ke isii bharose par
ki chal ke aa.egaa ik din ku.aa.n hamaarii taraf
Rajesh Reddy
Ghazal
vo log ki the jin pe bharose hame.n kyaa kyaa
dekhaa to vahii log hamaare nahii.n nikle
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
muddato.n KHud ko bharose me.n liyaa hai mai.n ne
tab kahii.n terii mohabbat ne sipar Daalii hai
Shakeel Jamali
Ghazal
umr jitnii bhii kaTii us ke bharose pe kaTii
aur ab sochtaa huu.n us kaa bharosa kyaa thaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
dar guzre davaa se to bharose pe du.aa ke
dar guzre.n du.aa se bhii du.aa hai ye KHudaa se
Altaf Hussain Hali
Ghazal
tum sitaaro.n ke bharose pe na baiThe rahnaa
apnii tadbiir se taqdiir banaate jaa.o
Sada Ambalvi
Ghazal
Tripurari
Ghazal
ahl-e-daanish dekhe.n un kii saadgii bechaargii
jo vasiilo.n ke bharose par KHataa karte rahe