SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhejo"
Ghazal MATCHES FOR "bhejo"
Ghazal
'iqbaal' shukr bhejo ki tum diida-var nahii.n
diida-varo.n ko aaj ko.ii puuchhtaa bhii hai
Iqbal Azeem
Ghazal
aashiq-navaaziyaa.n hai.n tabii.at me.n yaar kii
likkhaa hai har mahiine me.n bhejo mudaam KHat
Aagha Akbarabadi
Ghazal
ruuh me.n giit utar jaate hai.n jaise KHushbuu
gungunaatii sii ko.ii shaam mujhe bhejo naa
Farzana Nainan
Ghazal
payaam likkho mohabbat se aur bhejo use
ba.Daa hasiin hai ye kaam ise abhii karo yaar
Jawed Adil Sohavi
Ghazal
mire 'shakiil' ko pariyo.n ke des mat bhejo
'ajab nahii.n ki ye paagal vahii.n kaa ho jaa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
KHushbuu saa ko.ii din to sitaaraa sii ko.ii shaam
bhejo to kabhii nuur kaa dhaaraa sii ko.ii shaam
Saleem Figar
Ghazal
aaj pahlii martaba vo chhat pe tanhaa aa.e hai.n
haa.e la.anat bhejo ham par ham kisii ke saath hai.n
Ubaid Najibabadi
Ghazal
Prem Kumar Nazar
Ghazal
us shoKH kaa dil khii.nchne 'az.har' ise bhejo
kuchh kaam me.n to ye dil-e-betaab bhii aa.e
Azhar Bakhsh Azhar
Ghazal
school KHuun chuusne vaalii machine hai.n
bhejo gulaab-guu.n to palaTtaa hai zard-faam
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
ab qaafile Thaharte nahii.n us ku.e.n ke paas
baabaa mujhe na bhejo mire bhaa.iyo.n ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
bas is liye tumhe.n bhejaa thaa likh ke haa.n kaaGaz
ki meraa haal kare tum se kuchh bayaa.n kaaGaz