SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhejo"
Nazm MATCHES FOR "bhejo"
Nazm
abhi kuchh kaam baqi hain
dar-o-diivaar-e-hasrat me.n zaraa sii bhii.D lag jaa.e to chalte hai.n
KHabar bhejo
Najeeb Ahmad
Nazm
aadha-adhura shaKHs
mujhe yuu.n rassiyo.n se baa.ndh kar
zehnii mariizo.n ke shifaa-KHaane me.n mat bhejo
Satyapal Anand
Nazm
dar-o-rasan
na sar pe Topii hai un ke na paa.nv me.n juutii
baGal me.n tote kaa pi.nj.Daa nabii-jii bhejo jii
Mohammad Ali Tishna
Nazm
karte hain mazduri bachche jate nahin school
bachcho.n ko madrase me.n bhejo mat do bahs ko tuul
Riyaz Ahmad Qadri
Nazm
nae sal ki saughat
mashvara dil kaa hai mehr-o-mah-o-anjum bhejo
vaqt kahtaa hai ki ab KHosha-e-gandum bhejo
Saghar Mehdi
Nazm
muhasara
mire Ganiim ne mujh ko payaam bhejaa hai
ki halqa-zan hai.n mire gird lashkarii us ke
Ahmad Faraz
Nazm
KHizr-e-rah
suu-e-garduu.n naala-e-shab-giir kaa bheje safiir
raat ke taaro.n me.n apne raaz-daa.n paidaa kare
Allama Iqbal
Nazm
ramaen ka ek sin
kis tarah ban me.n aa.ankho.n ke taare ko bhej duu.n
jogii banaa ke raaj-dulaare ko bhej duu.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
aarzu ke musafir
aur yuu.n bhii hu.aa
mahkii kaliyo.n ne KHushbuu ke paiGaam bheje unhe.n
Javed Akhtar
Nazm
abul-ala-marri
ik dost ne bhuunaa hu.aa tiitar use bhejaa
shaayad ki vo shaatir isii tarkiib se ho maat
Allama Iqbal
Nazm
nura
magar bhej detii hai paiGaam tak vo
ye paiGaam aate hii rahte hai.n akasr