SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhejte"
Ghazal MATCHES FOR "bhejte"
Ghazal
jo laash bhejii thii qaasid kii bhejte KHat bhii
rasiid vo to mire KHat kii thii javaab na thaa
Ameer Minai
Ghazal
kyuu.n na sauGaat samajh kar mai.n use kartaa qubuul
bhejte zahr vo mujh ko jo nigalne ke liye
Zubair Farooq
Ghazal
un ke andaaz-e-mohabbat par nazar to Daaliye
KHat mujhe vo bhejte hai.n likh ke begaane kaa naam
Khursheed Alig
Ghazal
kis qadar naama-o-paiGaam ko tarsaayaa hai
bhejte hai.n KHabar apnii na KHabar lete hai.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
KHaalii lifaafe bhejte rahte hai.n ham use
almaariyo.n me.n band hai.n sab KHat likhe hu.e
Nasir Basheer
Ghazal
sach kaho kis se hai ye nain khilaane kaa shauq
bhejte ho jo pa.e-surma-safaahaa.n mujh ko
Qayem Chaandpuri
Ghazal
kyo.n dasht baar baar mujhe bhejte hai.n aap
baazaar naam kaa ko.ii viiraana chaahiye
Shariq Kaifi
Ghazal
aanaa na thaa to KHat hii ko.ii aap bhejte
taskiin kuchh to hotii dil-e-be-qaraar kii
Ibraheem Aajiz
Ghazal
ye bekasii ke haatho.n hu.aa hai hamaaraa haal
paiGaam bhejte hai.n ham un ko sabaa ke haath
Dattatriya Kaifi
Ghazal
marja.a-e-gabr-o-musalmaa.n hai vo but naam-e-KHudaa
bhejte hai.n use hinduu o musalmaa.n kaaGaz
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Nashtar Chaprawi
Ghazal
kisii ko bhejte saa.nso.n pe bojh pa.Dtaa hai
jabhii to jaa.o me.n dabtii hai vaa.o kii aavaaz
Umair Najmi
Ghazal
mohabbat se bhare KHat bhejte rahte the jo aksar
ab un logo.n ne bhii apne kabuutar bech Daale hai.n
Nafas Ambalvi
Ghazal
Archana Johri
Ghazal
us paar rasad bhejte the ham kha.De is paar
aavaaz yahaa.n kii kabhii KHaamoshii yahaa.n kii
Shaheen Abbas
Ghazal
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
kasbii ke ghar se lagaa kar bhejte ho paan tum
vaah kyaa kahnaa hai mirzaa aap kii is yaad kaa
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
kyaa guzartii hai KHudaa jaane adam vaalo.n par
vaa.n se KHat bhejte hai.n ye na KHabar dete hai.n
Gustakh Rampuri
Ghazal
aanaa na thaa to KHat hii ko.ii aap bhejte
taskiin kuchh to hotii dil-e-be-qaraar kii