SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhejte"
Nazm MATCHES FOR "bhejte"
Nazm
online aashiq
text me.n log mohabbat kii KHataa bhejte hai.n
ghar bataate nahii.n office kaa pataa bhejte hai.n
Khalid Irfan
Nazm
ye jo tanhai
ho ke KHush ha.nste hu.e ahbaab tamaam
bhejte ho.n mujhe kab se paiGaam
Fahmida Riaz
Nazm
aaj ke munafiq
ye bhejte hai.n faqat aaj ke liye paiGaam
jo fikr-e-fardaa se kuchh hai inhe.n to bas ye kaam
Nasira Zuberi
Nazm
kya achchha hota
haal likh likh ke bhejte un par
lucknow kanpuur kalkatte
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
mae ni
tumhaarii muskuraahaT jagmagaatii thii
mujhe bakriyo.n ke piichhe bhej kar
Nastaran Ahsan Fatihi
Nazm
jawab-e-shikwa
baap kaa ilm na beTe ko agar azbar ho
phir pisar qaabil-e-miiraas-e-pidar kyuu.nkar ho
Allama Iqbal
Nazm
daraKHt-e-zard
KHalaf us ke KHazaf aur be-nihaayat naa-KHalaf nikle
ham us ke saare beTe intihaa.ii be-sharaf nikle
Jaun Eliya
Nazm
muhasara
mire Ganiim ne mujh ko payaam bhejaa hai
ki halqa-zan hai.n mire gird lashkarii us ke
Ahmad Faraz
Nazm
KHuda ka sawal
ye sho.ala ye shabnam ye miTTii ye sang
ye jharno.n ke bajte hu.e jal-tara.ng
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
chakle
yahaa.n piir bhii aa chuke hai.n javaa.n bhii
tanau-mand beTe bhii abbaa miyaa.n bhii
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
suu-e-garduu.n naala-e-shab-giir kaa bheje safiir
raat ke taaro.n me.n apne raaz-daa.n paidaa kare
Allama Iqbal
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
ye kaalak bharte phirte hai.n
vo jot jagaate rahte hai.n