SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhuulte"
Ghazal MATCHES FOR "bhuulte"
Ghazal
bas ek zaKHm thaa dil me.n jagah banaataa hu.aa
hazaar Gam the magar bhuulte-bisarte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
pal jhapakne tak hai ye hangaama-e-vaaraftagii
jab nazar se duur hoge bhuulte jaa.e.nge log
Kishwar Naheed
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
bose dahan ke is ke nahii.n bhuulte 'qalaq'
kahtaa huu.n haa.e daa.nt kabhii gaah haa.e ho.nTh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
duur bhii jaate hu.e paas bhii aate hu.e ham
bhuulte bhuulte kuchh yaad dilaate hu.e ham
Zia Zameer
Ghazal
vo mazaa rakhte hai.n kuchh taaza fasaane apne
bhuulte jaate hai.n sab dard puraane apne
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
ai falak ham bhuulte jaate hai.n andaaz-e-KHaliil
ham pe a.ngaare bhii barsaa phuul barsaane ke ba.ad
Sharib Lakhnavi
Ghazal
jab ham apnii har shai bhuulte jaate ho.nge
bhuulte jaane kii ye aadat yaad rahegii
Suhail Amjad
Ghazal
Qadir Siddiqi
Ghazal
kab bhuulte hai.n paa.nv mire dasht-navardii
karte hai.n kahaa.n haath girebaan faraamosh
Mubarak Azimabadi
Ghazal
Shamsa Najm
Ghazal
be-KHudii diivaangii me.n is tarah sarshaar hai.n
bhuulte hai.n aap ko ho kaafir o dii.n-daar mast
Miskeen Shah
Ghazal
bhuulte jaate hai.n yaado.n me.n samaane vaale
jaise ab vaaqa.ii ruKHsat hu.e jaane vaale
Shaukat Wasti
Ghazal
apne ausaaf nahii.n bhuulte 'ehsaan' kabhii
biij phal phuul jo ashjaar me.n ug aate hai.n
Ehsaan Ghaman
Ghazal
jin se maqsuud hai.n manzil ke nishaanaat mujhe
bhuulte jaate hai.n vo saare ishaaraat mujhe