SEARCH RESULTS
Showing search results for "bichha.dne"
Ghazal MATCHES FOR "bichha.dne"
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
ye kis maqaam pe suujhii tujhe bichha.Dne kii
ki ab to jaa ke kahii.n din sa.nvarne vaale the
Jamal Ehsani
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
phir aa.egaa vo mujh se bichha.Dne ke vaaste
bachpan kaa daur phir se javaanii me.n aa.egaa
Iqbal Sajid
Ghazal
use 'faraaz' agar dukh na thaa bichha.Dne kaa
to kyuu.n vo duur talak dekhtaa rahaa mujh ko
Ahmad Faraz
Ghazal
bichha.Dne vaale tujhe dekh dekh sochtaa huu.n
tuu phir milegaa to kitnaa badal chukaa hogaa
Riaz Majeed
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
yahii milne kaa samay bhii hai bichha.Dne kaa bhii
mujh ko lagtaa hai bahut apne se Dar shaam ke baad
Krishn Bihari Noor
Ghazal
is tarah mil ki bichha.Dne kaa tasavvur na rahe
is tarah maa.ng mujhe tuu ki mai.n teraa ho jaa.uu.n
Shakeel Azmi
Ghazal
Hakeem Nasir
Ghazal
milaa na thaa pa bichha.Dne kaa Gam na thaa mujh ko
jalaa nahii.n thaa magar raakh hone vaalaa thaa
Jamal Ehsani
Ghazal
mujhe bichha.Dne kaa Gam to rahegaa ham-safro
magar safar kaa taqaazaa judaa hai mere liye