SEARCH RESULTS
Showing search results for "biinii"
Ghazal MATCHES FOR "biinii"
Ghazal
gar haqiiqat me.n hai rahnaa to na rakh KHud-biinii
bhuule banda jo KHudii ko to KHudaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jauhar-iijaad-e-KHat-e-sabz hai KHud-biinii-e-husn
jo na dekhaa thaa so aa.iine me.n pinhaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hu.aa hai maane-e-aashiq-navaazii naaz-e-KHud-biinii
takalluf-bar-taraf aa.iina-e-tam.iiz haa.el hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kaam aashiq ko kisii kii aib-biinii se nahii.n
husn-biinii ko KHudaa ne dii hai biinaa.ii mujhe
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
chaahtaa huu.n pahle KHud-biinii se maut aa.e mujhe
aap ko dekhuu.n KHudaa vo din na dikhlaa.e mujhe
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
samajh tuu 'momin' agar naaravaa ho KHud-biinii
to dekhe.n kaahe ko parhez-gaar aa.iina
Momin Khan Momin
Ghazal
mai.n abhii sair-e-jahaa.n-biinii me.n gum huu.n 'ashfaaq'
aasmaa.n dekh rahaa hai abhii rasta meraa
Ashfaq Husain
Ghazal
husn-biinii ke bhii aadaab hu.aa karte hai.n
us ke chehre kii taraf itnii jasaarat se na dekh
Shahid Kamal
Ghazal
badan me.n ho to gila kyaa tamaash-biinii kaa
yahaa.n to roz tamaashaa-o-aab-o-gil hogaa
Ameer Imam
Ghazal
apnaa aks bhii aksar saath chho.D jaataa hai
ye ma.aal-e-KHud-biinii kaash shiishagar jaane.n
Zehra Nigaah
Ghazal
ye meraa da.avaa-e-KHud-biinii-o-jahaa.n-biinii
mirii jihaalat-e-saffaak ke sivaa kyaa hai