SEARCH RESULTS
Showing search results for "bikher"
Ghazal MATCHES FOR "bikher"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
bikher de mujhe chaaro.n taraf KHalaa.o.n me.n
kuchh is tarah se alag kar ki ju.D na paa.uu.n mai.n
Mohammad Alvi
Ghazal
ye aasmaa.n me.n siyaahii bikher dii kis ne
hame.n thaa shauq bahut us me.n rang bharne kaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
KHizaa.n kii rut hai janam-din hai aur dhu.aa.n aur phuul
havaa bikher ga.ii mom-battiyaa.n aur phuul
Sabir Zafar
Ghazal
sahar kii pahlii kiran ne use bikher diyaa
mujhe sameTne aayaa thaa jab KHudaa shab kaa
Abhishek Shukla
Ghazal
tez havaa ne har taraf aag bikher dii tamaam
apne hii ghar kaa zikr kyaa shahr ke shahr jal ga.e
Hasan Aabid
Ghazal
hamii.n ne lamho.n ko yakjaa kiyaa to raat hu.ii
hamii.n bikher ke lamho.n ko din banaate rahe
Madan Mohan Danish
Ghazal
bikharnaa hai to fazaa mai.n bikher de KHushbuu
hayaa nazar me.n qadam me.n vaqaar baaqii rakh
Atique Asar
Ghazal
jo dil kaa zahr thaa kaaGaz pe sab bikher diyaa
jo apne aap tabii.at mirii sambhalne lagii
Shakeb Jalali
Ghazal
Sabir Waseem
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
mai.n KHaak-e-dil bikher rahaa thaa havaa me.n 'zeb'
aur is se be-KHabar thaa ki us me.n sharaar thaa
Zeb Ghauri
Ghazal
kahte hai.n aasmaa.n pe vo zulfe.n bikher kar
jhulsii hu.ii zamiin pe ehsaa.n kare.nge ham
Majeed Lahori
Ghazal
Ram Riyaz
Ghazal
siyaahii kis ne bikher dii kore kaaGazo.n par
ki ujle alfaaz khaa ga.e kaise maat likhnaa