SEARCH RESULTS
Showing search results for "bint-e-am"
Ghazal MATCHES FOR "bint-e-am"
Ghazal
mirii rago.n kaa lahuu bint-e-am se miltaa hai
mai.n apnaa aap bhii dekhuu.n to yaad aa.e vo
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
ye baat sach hai yahaa.n guftuguu avaam se hai
magar adab ko guzargaah-e-aam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
dekhaa gayaa na mujh se ma.aanii kaa qatl-e-aam
chup-chaap mai.n hii lafzo.n ke lashkar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kamaal-e-fan hai qatl-e-'aam us kaa
vo shiishagar hai aahan-gar nahii.n hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
aap ke shikva-e-bejaa kaa gila kyaa karnaa
aap ne apnii mohabbat to kabhii dii hotii
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
fikr-e-raushan ko vo shoriida-sarii kahte hai.n
yaanii suuraj ko charaaG-e-saharii kahte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
mai.n bint-e-aadam-o-havvaa huu.n 'arshii'
miraa naam-o-nasab kuchh bhii nahii.n hai
Arshi Malik
Ghazal
kuchh aisii raah nikaalo ki is a.ndhere me.n
hamaare saath bhii vo bint-e-mehr-o-maah chale
Shahryar Parwaz
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
Mahwar Sirsivi
Ghazal
lab-o-ruKHsaar me.n hogii gul-o-mahtaab kii baat
aa.nkh me.n tazkira-e-bint-e-inab bhii hogaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
naa-aashnaa-e-naqsh-e-kaf-e-paa-e-aam hai
vo raasta bhii raahguzar kah diyaa gayaa