SEARCH RESULTS
Showing search results for "bint-e-inab"
Ghazal MATCHES FOR "bint-e-inab"
Ghazal
sub.h tak raqs-kunaa.n bint-e-inab dekhe.nge
aaj vo turfa-tamaashaa hai ki sab dekhe.nge
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
lab-o-ruKHsaar me.n hogii gul-o-mahtaab kii baat
aa.nkh me.n tazkira-e-bint-e-inab bhii hogaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
kuchh bint-e-'inab par tiraa qabza nahii.n vaa'iz
Theke me.n nahii.n hai tire mai-KHaana kisii kaa
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
hurmat kaa us kii aap ko vaa'iz jo hai KHayaal
bint-e-'inab huzuur hii kii maa.n hai Gaaliban
Shauq Bahraichi
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
bint-e-inab to rindo.n ko yuu.nhii mubaah thii
zaahid nazar pa.Daa to ravaa aur ho ga.ii
Waheed Allahabadi
Ghazal
bint-e-inab to rindo.n ko yuu.nhii mubaah thii
zaahid nazar pa.Daa to ravaa aur ho ga.ii
Waheeduddin Ahmad Waheed
Ghazal
niklii na KHum se bazm-e-javaanaan-e-mast me.n
piir-e-muGaa.n kaa bint-e-inab ne kiyaa lihaaz
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
saa.e se us kii zulf ke bint-e-inab ko kyaa
ban kar parii u.Degii ye botal sharaab kii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
loT ho tuu jo na masto.n kii tarah kyaa ma.anii
mu.nh lagaa bint-e-inab ko to zaraa ai vaa.iz
Shad Lakhnavi
Ghazal
shiisha se ban ke parii bint-e-inab jab niklii
dekh kar jaame se baahar vahii.n mai-KHvaar hu.e
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
ridaa-e-bint-e-inab ban ga.ii bisaat-e-nujuub
ye ehtimaam hai 'raaje' kis aadmii ke liye
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
zaahid ne bhii aqd aaj kiyaa bint-e-inab se
juft-e-bat-e-mai murG-e-musallaa nazar aayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
milaa to hai ko.ii bint-e-inab saa lab lekin
hamaare shahr me.n mamnu.a hai kashiid is kii