SEARCH RESULTS
Showing search results for "bisaat-e-dahr"
Ghazal MATCHES FOR "bisaat-e-dahr"
Ghazal
Iqbal Nadeem
Ghazal
bisaat-e-dahr pe aasaa.n nahii.n hai kuchh 'hirmaa.n'
tirii nigaah ke aalam se aashnaa honaa
Hirman Khairabadi
Ghazal
is tarah chaale.n badaltaa huu.n bisaat-e-dahr par
jiit luu.ngaa jis tarah ye zindagii haarii hu.ii
Aftab Hussain
Ghazal
bisaat-e-dahr pe kyaa chaal kaamyaab chale
tirii nazar me.n agar azmat-e-piyaada nahii.n
Lais Quraishi
Ghazal
muqaabil apne ko.ii hai zaruur kaun hai vo
bisaat-e-dahr hai baazii bichhii hai aur mai.n huu.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
utar kai kaargah-e-fan me.n fat.h-yaab hu.aa
bisaat-e-dahr pe har-ros haarne vaalaa
Zahid Farani
Ghazal
ulajh ulajh ke lipaTtaa gayaa yahaa.n insaa.n
bisaat-e-dahr nahii.n daam-e-zulf pur-KHam hai
Mahir Aarwi
Ghazal
tum hii bataa.o kyaa hai mire iKHtiyaar me.n
mai.n is bisaat-e-dahr pe huu.n kisii shumaar me.n
Maqsood Nashtari
Ghazal
bisaat-e-dahr ulaT dii nigaah-e-ulfat ne
ko.ii ishaara jahaa.n chashm-e-mo'atabar se milaa
Mahir Qureshi Barelvi
Ghazal
fanaa kii chaal ke aage kisii kii kuchh na chalii
bisaat-e-dahr se uTThe hisaab-daa.n kyaa kyaa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
kuchh ye na thaa ki mai.n ne na samjhii bisaat-e-dahr
mai.n KHud hii khel haar gayaa dekh-bhaal ke
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Afqar Mohani
Ghazal
bisaat-e-dahr pe shah-maat ho ga.ii ham ko
'riyaaz' vo bhii na haath aayaa naqd-e-jaa.n bhii gayaa
Riaz Majeed
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bisaat-e-daanish-o-harf-o-hunar kahaa.n khole.n
ye sochte hai.n lab-e-mo'tabar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
bisaat-e-dahr sahii jalva-gaah-e-husn-e-azal
nigaah-e-shauq fuGaa.n-sanj-e-tishnagii kyuu.n hai
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kis ne bisaat-e-bahs ke mohre badal diye
tanhaa to thaa vo pahle bhii guu.ngaa kabhii na thaa