SEARCH RESULTS
Showing search results for "bisaat-e-jaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "bisaat-e-jaa.n"
Ghazal
har jabii.n par hai sajii jhuuT kii surKHii ai 'jaan'
ab to insaan bhii aKHbaar nazar aate hai.n
Jan Kashmiri
Ghazal
alfaaz ke teshe se ai 'jaan' taraash us ko
patthar ke libaade me.n poshiida jo hiiraa hai
Jan Kashmiri
Ghazal
sarmaaya-e-hayaat the fardaa ke KHvaab so
likkhaa bisaat-e-jaa.n pe KHasaaraa na thaa kabhii
Anjum Usman
Ghazal
bisaat-e-jaa.n pe miraa khel inhimaak se dekh
bahut hii jald mirii maat hone vaalii hai
Akash Arsh
Ghazal
ash.aar kyo.n na mere ho.n KHushbuu kii khetiyaa.n
ai 'jaan' KHaak-e-paak jo fan kii asaas hai
Jan Kashmiri
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
Naseem Shaikh
Ghazal
aa jaa KHudaa ke vaaste aa jaa na der kar
dil meraa vaa-guzaar hu.aa hai abhii abhii
Jan Kashmiri
Ghazal
fasiil-e-jabr me.n dekhe usii ke sapne 'jaan'
kisii bhii haal me.n zauq-e-nazar na KHatm hu.aa
Jan Kashmiri
Ghazal
zahr-e-maahaul se pur hai mire tan kaa kaasa
kyo.n na mar jaa.e vahii.n mujh ko jo bichchhuu kaaTe
Jan Kashmiri
Ghazal
jab ko.ii siina-e-girdaab pe ubhraa qatra
yaad aaya dil-e-pur-KHuu.n ke lahuu kaa qatra
Jan Kashmiri
Ghazal
Siddique Mujibi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
KHud ishq qurb-e-jism bhii hai qurb-e-jaa.n ke saath
ham duur hii se un ko pukaar aa.e ye nahii.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mutrib bhii tuu nadiim bhii tuu saaqiyaa bhii tuu
tuu jaan-e-anjuman hii nahii.n anjuman bhii hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
bachaa.e.n aabruu jismo.n kii bhii.D me.n kaise
hai kholnii girah-e-jaa.n magar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ai jaan-e-aarzuu vo qayaamat se kam na the
kaaTe tire baGair jo Gurbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
rahuu.n hisaar-e-badan me.n ki shahr-e-jaa.n ko chaluu.n
vahii tavaaf vahii etakaaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kis ne bisaat-e-bahs ke mohre badal diye
tanhaa to thaa vo pahle bhii guu.ngaa kabhii na thaa