SEARCH RESULTS
Showing search results for "bolnaa"
Ghazal MATCHES FOR "bolnaa"
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
tire liye mujhe ha.ns ha.ns ke bolnaa hogaa
mire liye tujhe zulfe.n sa.nvaarnaa ho.ngii
Mohsin Naqvi
Ghazal
ba.De saliiqe se ab ham ko jhuuT bolnaa hai
mare na ko.ii faqat itnaa zahr gholnaa hai
Yasir Khan Inam
Ghazal
bataa.uu.n kaise ki sach bolnaa zaruurii hai
ta.alluqaat me.n ye tajraba zaruurii hai
Nomaan Shauque
Ghazal
jhuuTh kaa bolnaa aasaan nahii.n hotaa hai
dil tire baa'd pareshaan nahii.n hotaa hai
Aks samastipuri
Ghazal
bitaa dii 'umr mai.n ne us kii ik aavaaz sun.ne me.n
use jab bolnaa aaya to bahra ho gayaa thaa mai.n
Shakeel Azmi
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
Bhaskar Shukla
Ghazal
be-takalluf miraa haijaan banaataa hai mujhe
saamne tere kahaa.n bolnaa aataa hai mujhe
Shariq Kaifi
Ghazal
thaa bolnaa to ho ga.e KHaamosh ham sabhii
kyaa kuchh kiyaa hai shohrat o rusvaa.ii ke liye
Shahryar
Ghazal
ham-suKHan tere muKHaatab kaa pataa kaise karuu.n
bolnaa thaa kyaa tujhe aur boltaa jaataa hai kyaa
Shaheen Abbas
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
kisii se bolnaa baa-qaa.edaa nahii.n siikhaa
bas ek roz yuu.nhii KHud se sochaa bolte hai.n