SEARCH RESULTS
Showing search results for "bone"
Ghazal MATCHES FOR "bone"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jo fasl KHvaab kii tayyaar hai to ye jaano
ki vaqt aa gayaa phir dard ko.ii bone kaa
Javed Akhtar
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
har bun-e-muu se darindo.n kii sadaa aane lagii
kaam hii aisaa badan me.n KHvaahishe.n bone kaa thaa
Shahryar
Ghazal
sila ko.ii nahii.n parchhaa.iyo.n kii puujaa kaa
ma.aal kuchh nahii.n KHvaabo.n kii fasl bone kaa
Shahryar
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
sachche sher kaa khaliyaan aur bhartaa jaataa hai
dard kii zamiino.n me.n Gam kii fasl bone se
Pirzada Qasim
Ghazal
biij kis suurat me.n baahar aa.egaa kis ko KHabar
fasl kyaa hogii use bone se pahle dekhte
Farhat Ehsas
Ghazal
Aftab Shakeel
Ghazal
pe.D ko apnaa hii saaya nahii.n miltaa logo
fasl apnii kabhii paate nahii.n bone vaale
Ajay Sahaab
Ghazal
laakh banjar ho zamii.n phir bhii panap jaa.egii
aaKHirii shai jo mire paas hai bone vaalii
Javed Shaheen
Ghazal
shuruu tum ne kiyaa thaa tumhe.n bhugatnaa hai
jo silsila thaa Galat-fahmiyo.n ko bone kaa
Raeesuddin Raees
Ghazal
hame.n pata hii nahii.n thii haqiiqat-e-ta.abiir
saveraa hote hii ham KHvaab bone lagte the
Zaheen Lakhnawi
Ghazal
kushto.n ke khet me.n jo huzuur aaj ha.ns pa.De
motii ke daane mil ga.e bone ke vaaste