SEARCH RESULTS
Showing search results for "book-shelf"
Ghazal MATCHES FOR "book-shelf"
Ghazal
varaq varaq yuu.n hii phirtaa rahuu.n kahaa.n tak mai.n
kitaab jaan ke book-shelf par sajaa mujh ko
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
sheKH saahab aap ko but-KHaane me.n laayaa 'muniir'
piir-o-murshid banda-e-dargaah ne dhokaa diyaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
bekal hai mukh nigaah me.n boso.n kii pyaas hai
kuchh to bataa tuu kis se bichha.D kar udaas hai
Nasir Shahzad
Ghazal
ga.e mausam me.n jo khilte the gulaabo.n kii tarah
dil pe utre.nge vahii KHvaab azaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
daKHl har dil me.n tiraa misl-e-suvaidaa ho gayaa
al-amaa.n ai zulf-e-aalam-giir saudaa ho gayaa
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
buu-zar kaa faqr hazrat-e-faaruuq kaa mizaaj
asnaam-saaz qaum ke sheKH-e-zaman me.n hai
Bebak Bhojpuri
Ghazal
Anwar Sheikh
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
dekhnaa gar ho to aa.o mai.n dikhaa duu.n tum ko
ban gayaa sheKH-e-haram but-kada-e-dil kyuu.nkar