SEARCH RESULTS
Showing search results for "bukaa"
Ghazal MATCHES FOR "bukaa"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
hijr me.n aah-o-bukaa rasm-e-kuhan hai lekin
aaj ye rasm hii duhraa.o ki kuchh raat kaTe
Nasir Kazmi
Ghazal
zamii.n pe aah-o-bukaa aur KHuun-e-naahaq bhii
zabaan-e-KHalq ye puuchhe hai kyaa KHudaa nahii.n hai
Kishwar Naheed
Ghazal
kuchh intihaa-e-bukaa ho to aur bhii yak-chand
sarishk-e-chashm se motii ko roliye saahib
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ko.ii fuGaa.n ko.ii naala ko.ii bukaa ko.ii bain
khulegaa baab-e-muqaffal du.aa kiye jaa.e.n
Iftikhar Arif
Ghazal
vo mard hai jo kabhii shikva-e-jafaa na kare
labo.n pe dam ho magar naala-o-bukaa na kare
Jigar Barelvi
Ghazal
ashk aa.nkho.n me.n hai.n ho.nTo.n pe bukaa se pahle
qaafila Gam kaa chalaa baa.ng-e-daraa se pahle
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
afsos ki sun hii ke abhii ha.nste ho afsos
tum ne jo agar aah-o-bukaa ko nahii.n dekhaa
Abdul Ghafoor Nassakh
Ghazal
is qadar ranj-o-alam itne masaa.ib tauba
zindagii silsila-e-aah-o-bukaa hai kyaa hai
Obaidur Rahman
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
ye jo rah rah ke sar-e-dasht havaa chaltii hai
kitnii achchhii hai magar kitnaa buraa chaltii hai
Liaqat Jafri
Ghazal
nazre.n milaa na paa.egii ham se ko.ii KHushii
itnaa qariib ho ga.e aah-o-bukaa se ham
Mahwar Sirsivi
Ghazal
tishnagii viiraa.n dariiche muflisii aah-o-bukaa
ai amiir-e-shahr is manzar kaa bhii diidaar kar
Jawed Manzar
Ghazal
ashk aa.nkho.n me.n hai.n ho.nTo.n pe bukaa se pahle
qaafla-e-Gam kaa chalaa baa.ng-e-daraa se pahle
Anand Narayan Mulla
Ghazal
letaa huu.n us kaa naam bhii aah-o-bukaa ke saath
kitnaa hasiin rishta hai meraa KHudaa ke saath