SEARCH RESULTS
Showing search results for "burd"
Ghazal MATCHES FOR "burd"
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
ham-nafasaan-e-vaz.a-daar mustami.aan-e-burd-baar
ham to tumhaare vaaste ek vabaal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
apnii baato.n ke zamaane to havaa-burd hu.e
ab kiyaa karte hai.n ham suurat-e-haalaat pe baat
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
zabaa.n KHamosh magar chiiKHte hai.n KHaal-o-KHad
ye kaisaa sabr hai ye kaisii burd-baarii hai
Tara Iqbal
Ghazal
pahle sab KHvaab zamii.n-burd kiye jaa.e.nge
phir mujhe nii.nd se bedaar kiyaa jaa.egaa
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
vahii josh-e-haq-shanaasii vahii azm-burd-baarii
na badal sakaa zamaana mirii KHuu-e-vaza-daarii
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
jugnuu ke saath saath hii mahtaab bhii to hai.n
ham dariyaa-burd gauhar-e-naayaab bhii to hai.n
Tashna Azmi
Ghazal
kyaa kahiye tere haatho.n se ai dast-burd-e-ishq
is dil kii bastii baat ke kahte uja.D ga.ii
Joshish Azimabadi
Ghazal
bulbul kaa aashiyaa.n na bachaa dast-burd se
kis roz be-zabaano.n pe jaur-e-KHizaa.n na thaa
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
miTaa ga.ii hai zamaane kii dast-burd use
jo saamne hai kha.nDar saa makaan meraa hai