SEARCH RESULTS
Showing search results for "burje.n"
Ghazal MATCHES FOR "burje.n"
Ghazal
jab un ko tarz-e-sitam aa ga.e to hosh aayaa
buraa ho dil kaa bure vaqt hoshyaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye samajh kar tujhe ai maut lagaa rakkhaa hai
kaam aataa hai bure vaqt me.n aanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
de KHudaa aur jagah siina o pahluu ke sivaa
ki bure vaqt me.n ho jaa.e Thikaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
achchhe bure ke farq ne bastii ujaa.D dii
majbuur ho ke milne lage har kisii se ham
Nida Fazli
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
shaiKH-saahib barhaman se laakh barte.n dostii
be-bhajan gaa.e to mandir se Tikaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
KHushii kii aa.nkh me.n aa.nsuu kii bhii jagah rakhnaa
bure zamaane kabhii puuchh kar nahii.n aate
Waseem Barelvi
Ghazal
mujhe to ab use da.nggal me.n ganda karnaa hai
sau mai.n use bure haalo.n pachhaa.D Daaluu.ngaa
Jaun Eliya
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
aap kii shakl bhalii aap kii suurat achchhii
aap ke taur bure aap se nafrat achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
kuucha-e-yaar se yaarab na uThaanaa ham ko
is bure haal me.n bhii ham to yahii.n achchhe hai.n