SEARCH RESULTS
Showing search results for "bustaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "bustaa.n"
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ise kab naaz-e-bustaa.n kii havas hai
ye dil nit kushta-e-GabGab rahaa hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
dam band us lato.De kii jur.at ne kar diyaa
kartaa hai rez bulbul-e-bustaa.n ke saamne
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
go sarv tire qad kaa saa mauzuu.n to nahii.n hai
par kahne ko laachaar mai.n bustaan me.n dekhaa
nayan sukh
Ghazal
hamraah gul-andaamo.n ke ho KHurram-o-KHandaa.n
baaG-o-chaman-o-gulshan-o-bustaa.n me.n guzar the
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
go bahaar ab hai vale roz-e-KHizaa.n ai bulbul
yak-qalam nargis o gul jaave.nge bustaa.n se nikal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
yaa.n us galii saa kab ko.ii bustaa.n hai duusraa
haa.n kuchh jo hai to rauza-e-rizvaa.n hai duusraa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
KHuun-e-ma.asuum se ta.amiir hai bustaan-e-vajuud
ishrat-e-dahr se mahruum vafaadaar sahii
Bebak Bhojpuri
Ghazal
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
ham buzurgo.n se hamesha yahii sunte aa.e
is jagah phuulo.n kaa bustaan thaa achchhaa-KHaasaa
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
ham buzurgo.n se hamesha yahii sunte aa.e
is jagah phuulo.n kaa bustaan thaa achchhaa-KHaasaa
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
shauq kaa naazuk daraKHt KHushk hu.aa dard suu.n
husn ke bustaa.n me.n tuu chup se hu.aa bevafaa
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
sarv-o-shamshaad-o-gul-o-laala usii kaa hai zuhuur
dekhne us ke zuhuuraat kuu.n bustaan me.n aa
Qurbi Velori
Ghazal
roke zabaa.n na bulbul-e-bustaa.n saraa-e-baaG
dohraa.e phir mire se kaho maajraa-e-baaG
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
barg-e-KHizaa.n-rasiida banaayaa hai ishq ne
mai.n mausam-e-bahaar me.n bustaa.n se duur huu.n