SEARCH RESULTS
Showing search results for "buudlii"
Ghazal MATCHES FOR "buudlii"
Ghazal
aazaad sab jagat ke aa kar Gulaam hove.n
jab buudlii banaave apnaa baran mamolaa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
shahr kii saarii alif-lailaa.e.n buu.Dhii ho chukii.n
shaahzaade ko ko.ii taaza kahaanii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
ye buu.Dhii qabre.n tumhe.n kuchh nahii.n bataa.e.ngii
mujhe talaash karo dosto yahii.n huu.n mai.n
Rahat Indori
Ghazal
kise KHabar thii ba.Dhegii kuchh aur taariikii
chhupegaa vo kisii badlii me.n chaa.ndnii kii tarah
Qateel Shifai
Ghazal
cha.ng o nai rang pe the apne lahuu ke dam se
dil ne lai badlii to maddham hu.aa har saaz kaa ra.ng
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
barsaat ke aate hii tauba na rahii baaqii
baadal jo nazar aa.e badlii merii niiyat bhii
Hasrat Mohani
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
dabaa.o me.n bhii jamaa.at kabhii nahii.n badlii
shuruu.a din se mohabbat ke saath hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ham is liye na.ii duniyaa ke saath chal na sake
ki jaise rang ye badlii hai ham badal na sake
Waseem Barelvi
Ghazal
dard ne karvaT hii badlii thii ki dil kii aa.D se
daf.atan parda uThaa aur parda-daar aa hii gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
tere ho.nTo.n merii aa.nkho.n se na badlii duniyaa
phir vahii phuul khile phir vahii taare nikle
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Farhat Zahid
Ghazal
buu.Dhii maa.n kaa shaayad lauT aayaa bachpan
gu.Diyo.n kaa ambaar lagaa kar baiTh ga.ii