SEARCH RESULTS
Showing search results for "buz-ushshaaq"
Ghazal MATCHES FOR "buz-ushshaaq"
Ghazal
tesha-ba-dast aa mire aazar taraash de
be-Dol hai bahut miraa paikar taraash de
Ashfaque Anjum
Ghazal
har barhaman bhii diid kaa mushtaaq hai so hai
us but ko paas-e-KHaatir-e-ushshaaq hai so hai
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
lutf ab ziist kaa ai gardish-e-ayyaam nahii.n
mai nahii.n yaar nahii.n shiisha nahii.n jaam nahii.n
Amanat Lakhnavi
Ghazal
buu-e-gul aa.e na aa.e magar ushshaaq ke biich
itnii vahshat hai ki diivaar-e-qafas TuuTtii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
KHaatir se yaa lihaaz se mai.n maan to gayaa
jhuuTii qasam se aap kaa iimaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
kaun kahtaa hai ki terii justujuu karte rahe
saada-dil ushshaaq sharh-e-aarzuu karte rahe
Mushtaq Darbhangwi
Ghazal
har zarra ubhar ke kah rahaa hai
aa dekh idhar yahaa.n KHudaa hai
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
dekhe na sune baat jo ushshaaq kii apne
is but me.n nazar aatii hai tasviir KHudaa kii
Mubashshir Ali Zaidi
Ghazal
pahan ke pairahan-e-rang-o-buu nikaltaa hai
kis ehtimaam se vo KHuub-ruu nikaltaa hai
Anees Ashfaq
Ghazal
aa.nkho.n se hayaa Tapke hai andaaz to dekho
hai bul-havaso.n par bhii sitam naaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
ye raat mushk-fashaa.n aur nuur-afshaa.n ho
kabhii agar jo miraa KHvaab-e-rang-o-buu TuuTe
Kaif Uddin Khan
Ghazal
dil se kah aahe.n na har aan bhare
kuchh jigar ho to dam insaan bhare