SEARCH RESULTS
Showing search results for "buzdil"
Ghazal MATCHES FOR "buzdil"
Ghazal
tuu yahii.n haar gayaa hai mire buzdil dushman
mujh se tanhaa ke muqaabil tiraa lashkar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
nii.nd nahii.n aatii thii saazish ke dha.Dke me.n
faateh ho kar bhii kis darja buzdil thaa mai.n
Shariq Kaifi
Ghazal
buzdil thaa mustahiq thaa mai.n mujh ko sazaa milii
baKHshaa na us ne haath uThaane ke baavajuud
Nawaz Deobandi
Ghazal
KHauf se bhaag kha.De hote hai.n buzdil faujii
ham nadaamat se shahiido.n kii taraf dekhte hai.n
Nadir Areez
Ghazal
Ameer Qazalbash
Ghazal
Sandeep Thakur
Ghazal
kis kis ko bataa.uu.n ki mai.n buzdil nahii.n 'raaGib'
is daur me.n mafhuum-e-sharaafat hii alag hai
Iftikhar Raghib
Ghazal
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
ham pe ilzaam jo Gaddaar-e-vatan kaa dharte
aur ho sakte nahii.n vo ko.ii buzdil ke sivaa
Ejaz Parwana
Ghazal
naa-mumkinaat se hii thaa aaGaaz-e-zindagii
buzdil to mumkinaat se aage nahii.n gayaa
Fauzia Shaikh
Ghazal
sau-gunaa hote hu.e bhii jis ne baazii haar dii
aisii buzdil bhii.D kaa mujh ko numaa.inda na kar
Aqeel Shadab
Ghazal
Anwar Nadeem
Ghazal
Naeem Waqif
Ghazal
lahuu lahuu aarzuu badan kaa lihaaf hogaa
vo kitnaa buzdil hai aaj ye inkishaaf hogaa