SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaadar-e-abr"
Ghazal MATCHES FOR "chaadar-e-abr"
Ghazal
chaadar-e-abr me.n suuraj ko chhupaane ke liye
vo pas-e-parda bhii baiThe nazar aane ke liye
Khursheed Rizvi
Ghazal
ai 'abr' meraa to.D diyaa rishta-e-hayaat
ho kar shikast va.ada-e-be-e'tibaar ne
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
daaman pe gir rahe hai.n ai 'abr' ashk-e-ra.ngii.n
likhtaa huu.n KHuun-e-dil se afsaana zindagii kaa
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
sard mausam ne ThiThurte hu.e suuraj se kahaa
chaadar-e-abr to hai Dhaa.np le uryaanii ko
Ahmad Shahryar
Ghazal
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
hasrat jo aa ga.ii vo nikal hii nahii.n sakii
vaa ho sake jo 'abr' vo zindaa.n nahii.n hai.n ham
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
kaun ab kashmakash-e-ziist se de mujh ko najaat
kar chukaa hai miraa qaatil nazar-andaaz mujhe
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
un kii niichii nazar kaa ochhaa tiir
dil me.n hai misl-e-umr-e-KHizr daraaz
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
vahii azkaar-e-havaadis vahii Gam ke qisse
'abr' kyaa is ke sivaa hai tire afsaano.n me.n
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
duniyaa ho 'abr' yaa vo adam ho ki bazm-e-hashr
un kii hii justujuu me.n rahe ham jahaa.n rahe
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
saKHtii-e-raah-e-talab dekh ke jii chhuuT gayaa
'abr' vo chho.D chalaa jaada-e-irfaa.n ko.ii
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
hairaan hai.n kidhar ham bahr-e-talaash jaa.e.n
aatii hai.n har taraf se un kii hii ab sadaa.e.n
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
ba.Dh jaa.e aur arsa-e-mehshar zaruuratan
aayaa huu.n saath kasrat-e-isyaa.n liye hu.e
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
mujh ko kamaal-e-be-hunarii 'abr' hai bahut
ya.anii nahii.n zaruurat-e-arz-e-hunar mujhe
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
u.Dhaa dii chaadar-e-ismat ise KHayaalo.n ne
har ek lafz zabaa.n se barahna-sar niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
a.ndhiyaare aa.nkh-aa.nkh me.n pahnaa ga.ii hai shaam
ik chaadar-e-siyaah ko phailaa ga.ii hai shaam
M. I. Sajid
Ghazal
sulagnaa andar andar misra-e-tar sochte rahnaa
badan par Daal kar zaKHmo.n kii chaadar sochte rahnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
qadmo.n se itnaa duur kinaara kabhii na thaa
naa-qaabil-e-ubuur ye dariyaa kabhii na thaa