SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaadar-e-abr"
Nazm MATCHES FOR "chaadar-e-abr"
Nazm
jannat se bhi aziz hai KHak-e-watan mujhe
mar kar milii hai chaadar-e-KHaak-e-vatan mujhe
miTTii ne is zamii.n kii diyaa hai kafan mujhe
Barq Dehlvi
Nazm
abr
nihaa.n hu.aa jo ruKH-e-mehr zer-e-daaman-e-abr
havaa-e-sard bhii aa.ii savaar tausan-e-abr
Allama Iqbal
Nazm
jamuna
ruKH se aahista ulaT kar chaadar-e-aab-e-ravaa.n
dekhtii thii muskuraa kar manzar-e-aab-e-ravaa.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
asia ki mazdur aurat
hunar kii chaadar-e-baa-zeb us ne pahnii hai
ma.aashiyaat kii paazeb us ne pahnii hai
Naseem Syed
Nazm
ganga ka kinara
ik chaadar-e-aabii pe zamurrad kii thii jhaalar
yuu.n sabze se pur-zeb thaa dariyaa kaa kinaaraa
Syed Mehmood Hasan Qaisar Amrohvi
Nazm
barkha-rut
nannhii nannhii buu.nde.n girtii hai.n hijaab-e-abr se
yaa naqaab-e-abr se
Akhtar Shirani
Nazm
barsat ka mausam
ai KHuunr-e-rag-e-abr-e-ravaa.n jaan-e-chaman-zaar
ai saaz-e-mohabbat kii machaltii hu.ii jhankaar
Izhaar Malihabadi
Nazm
trahdar kahan se laun
bech kar chaadar-e-zahraa ko sajaataa firdaus
reshmii makr kii dastaar kahaa.n se laa.uu.n
Bebak Bhojpuri
Nazm
abhi uski zarurat thi
vo ab zer-e-zamii.n ik chaadar-e-saada kii KHushbuu hai
yahaa.n sub.he.n bhii aa.e.ngii
Abbas Tabish
Nazm
siraj aurang-abaadi
vo roz-e-abr me.n kaif-o-nashaat kii baarish
hasiin chaa.ndnii raato.n kaa vo latiif gudaaz
Maikash Akbarabadi
Nazm
ehsas-e-firaq
baad-e-abr-e-bahaar hai be-kaif
chaa.ndnii muzmahil hai chaa.nd udaas
Pasha Rahman
Nazm
husn-e-qubul
garaj rahaa hai siyah mast piil paikar-e-abr
udaas koh kii choTii pe ek tanhaa pe.D