SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaah-e-zanaKHdaan"
Ghazal MATCHES FOR "chaah-e-zanaKHdaan"
Ghazal
ummiid-vaar-e-chaah-e-zanaKHdaan-e-yaar huu.n
mai.n tishna-lab huu.n sharbat-e-diidaar kii qasam
Siraj Aurangabadi
Ghazal
mu.nh lagaayaa hai to aab-e-haivaa.n
diijiye chaah-e-zanaKHdaa.n se hame.n
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
husn gulzaar qamar shakl suraahii gardan
mah-jabii.n seb-e-zaqan chaah-e-zanaKHdaan parii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ham bhii to dekhte kis tarah nikalte gir kar
chaah-e-yuusuf ye tiraa chaah-e-zanaKHdaa.n na hu.aa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ba.ad us ke jo agar samjhe munaasib ai dil
qaid hone ke ta.ii.n chaah-e-zanaKHdaan me.n aa
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
kahte hai.n use chaah-e-zanaKHdaa.n Galatii se
bose kaa nishaa.n hai ye tire seb-e-zaqan me.n
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kyaa haadisa pa.Daa mire yuusuf par ai 'sabaa'
dil gir ke un kii chaah-e-zanaKHdaa.n me.n rah gayaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Duub kar marne kaa shauq us se hii puuchh ai qaatil
jis ne dekhaa ye tiraa chaah-e-zanaKHdaa.n hogaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
rul gayaa chaah-e-zanaKHdaa.n ke tilismaat me.n dil
Gam-e-dauraa.n se to biikaa na hu.aa baal miraa
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
faiz se jis ke chaman-zaar-e-suKHan thaa sairaab
KHushk vo chaah-e-zanaKHdaa.n hai Gazal kyaa kahiye
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
chashma-e-aab-e-baqaa jag me.n kiyaa hai haasil
yuusuf-e-husn tire chaah-e-zanaKHdaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
mah-o-anjum ruKH-e-pur-nuur pe qurbaa.n ho kar
chaah me.n terii rahe chaah-e-zanaKHdaa.n ho kar
Mahmood Abdul Qadeer
Ghazal
Badiuzzaman Sahar
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ye kis ke chaah-e-zanaKHdaa.n kii fikr me.n Duubaa
tamaam raat jo zaanuu se sar judaa na rahaa