SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaak-e-jaib"
Ghazal MATCHES FOR "chaak-e-jaib"
Ghazal
ham dil-figaar chaak-e-garebaa.n jahaa.n rahe
paiham nishaana-e-sitam-e-aasmaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
mai.n apne zimme kisii kaa hisaab kyuu.n rakkhuu.n
jo nafaa hai use jaib-e-ziyaa.n me.n rakh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
vaqt kii gardish-e-saffaak se Dar lagtaa hai
kuuza-gar mujh ko tire chaak se Dar lagtaa hai
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ahd-e-vafaa ko to.D ke ham bhii hai.n muzmahil
tum bhii udhar ho chaak garebaa.n kiye hu.e
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
mai.n vo huu.n aashiq-e-diivaana gar mujhe kii pand
ba-ra.ng-e-jaib u.Daa duu.ngaa dhajjiyaa.n naaseh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
chaak-e-jigar-o-dil kaa jab shikva bajaa hotaa
yuusuf kaa zuleKHaa ne daaman to siyaa hotaa
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
nazar vaalo zaraa chaak-e-garebaa.n dekhte jaa.o
ise chaak-e-naqaab-e-ruu-e-jaanaa.n kar diyaa ham ne
Ijtiba Rizvi
Ghazal
Nihal Sevharvi
Ghazal
Nihal Sevharvi
Ghazal
rafuu kiyaa kiye chaak-e-vafaa-o-taar-e-qabaa
vo ruuThte rahe aur ham unhe.n manaa.e ga.e
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
us ke aage kyaa haqiiqat aastiin o jaib kii
noch Daale daaman-e-mahshar bhii diivaana abhii
Shauq Bahraichi
Ghazal
naaseh junuu.n kii baKHiya-garii kii havas nahii.n
har taar-e-jaib ab to garebaa.n-dariida hai
Taskeen Dehlavi
Ghazal
ishq to ishq hai KHud husn bhii is gulshan me.n
chaak-e-dil chaak-e-jigar chaak-e-garebaa.n niklaa
Vahshi Kanpuri
Ghazal
arz-e-haal-e-chaak-e-dil kyuu.nkar karuu.n
saamne un ke gayaa mu.nh sil gayaa
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ta.ng to ham ko tuu ai jaib kare hai lekin
uTh gayaa haath gar apnaa to phir ik taar nahii.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
chaak-e-dil chaak-e-jigar chaak-e-garebaa.n mat dekh
mujh se yuu.n luT ke tire saamne aa.e na bane
Payam Fatehpuri
Ghazal
'afsar' mirii vahshat kaa taqaazaa to yahii hai
hogaa na rafuu chaak-e-garebaan-e-tamannaa