SEARCH RESULTS
Showing search results for "chalat-phirat"
Ghazal MATCHES FOR "chalat-phirat"
Ghazal
dilo.n me.n taaza havaa kii chalat-phirat rahtii
ta.assubaat me.n rahdaariyaa.n banaate ham
Hamida Shaheen
Ghazal
jatan hazaar kiye marg-e-naa-gahaanii ne
magar hayaat kii hargiz chalat-phirat na ga.ii
Aqeel Shadab
Ghazal
ye ishq-vishq kaa chakkar faqat himaaqat hai
zahiin log himaaqat kiyaa nahii.n karte
Suhaib Farooqui
Ghazal
husn-e-kaafir se kisii kii na ga.ii pesh 'firaaq'
shikva yaaro.n kaa na shukraana-e-aGyaar chalaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Fitrat Ansari
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
us ke qaamat se use jaan ga.e log 'faraaz'
jo labaada bhii vo chaalaak pahan kar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
tanhaa.iyo.n kaa dard sameTe hu.e ko.ii
'farhat' chalaa hai Thokare.n duniyaa ko maar ke
Farhat Qadri
Ghazal
haath hii sirf milaanaa mirii fitrat me.n nahii.n
dil bhii logo.n se milaa.uu.ngaa chalaa jaa.uu.ngaa
Haamid Bhusawali
Ghazal
milii raah vo ki faraar kaa na pata chalaa
u.Daa sang se to sharaar kaa na pata chalaa
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
logo.n ko raas aa.ii thii aaKHir havas kii dhuup
be-vaj.h kyo.n mai.n pyaar kii chaadar liye phiraa
Abdul Matin Jami
Ghazal
milaa na chain junuu.n ko kahii.n Thaharne me.n
faraaz-e-daar pe bhii us kaa kaarobaar chalaa
Shafeeq Nadvi
Ghazal
shagun le kar na kyuu.n ghar se chalaa mai.n
tumhaare shahr me.n tanhaa phiraa mai.n
Mohammad Alvi
Ghazal
shab-e-firaaq achaanak KHayaal aayaa mujhe
ki mai.n charaaG na thaa us ne kyuu.n jalaayaa mujhe
Anjum Khayali
Ghazal
fitrat ne na baKHshaa mujhe andesha-e-chaalaak
rakhtii hai magar taaqat-e-parvaaz mirii KHaak
Allama Iqbal
Ghazal
basiirat nahii.n hai to siirat bhii kyuu.n ho
faqat shakl o suurat sa.nvaare chalaa chal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
meraa kirdaar kahaanii me.n faqat itnaa hai
ko.ii rotaa hu.aa aataa hai chalaa jaataa hai
Jahanzeb Sahir
Ghazal
aaGaaz-e-ishq kii faqat itnii sii yaad hai
aa.nkho.n se ko.ii dil me.n utartaa chalaa gayaa