SEARCH RESULTS
Showing search results for "chalne"
Ghazal MATCHES FOR "chalne"
Ghazal
chalne kaa hausla nahii.n ruknaa muhaal kar diyaa
ishq ke is safar ne to mujh ko niDhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
manzil pe na pahu.nche use rasta nahii.n kahte
do chaar qadam chalne ko chalnaa nahii.n kahte
Nawaz Deobandi
Ghazal
pe.D ke patto.n me.n halchal hai KHabar-daar se hai.n
shaam se tez havaa chalne ke aasaar se hai.n
Gulzar
Ghazal
vo mere saath chalne par agar tayyaar ho jaa.e
bhale manzil kii jaanib se mujhe inkaar ho jaa.e
Ahmad Adil
Ghazal
tum bhaTak jaa.o to kuchh zauq-e-safar aa jaa.egaa
muKHtalif rasto.n pe chalne kaa hunar aa jaa.egaa
Asim Wasti
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safar
raasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Qaisar Shameem
Ghazal
ab aur chalne kaa is dil me.n hausla hii na thaa
ki shahr-e-shab me.n ujaale kaa shaa.iba hii na thaa
Aslam Ansari
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
Jamal Ehsani
Ghazal
yaar kyuu.n gurezaa.n hai siidhii raah chalne se
manzile.n nahii.n miltii.n raaste badalne se
Qateel Shifai
Ghazal
chhatrii lagaa ke ghar se nikalne lage hai.n ham
ab kitnii ehtiyaat se chalne lage hai.n ham
Wali Aasi
Ghazal
chalii Dagar par kabhii na chalne vaalaa mai.n
na.e anokhe mo.D badalne vaalaa mai.n