SEARCH RESULTS
Showing search results for "charii"
Ghazal MATCHES FOR "charii"
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
baarish me.n tez dhuup nikal aa.ii chaar-suu
mausam thaa vo jo KHuub suhaanaa badal gayaa
Iftikhar Haidar
Ghazal
kahne vaalaa KHud to sar takiye pe rakh kar so gayaa
merii be-chaarii kahaanii raat bhar rotii rahii
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
sab ne ha.ngaama-e-mahfil ke maze luuTe hai.n
rah ga.ii sham.a be-chaarii sar-e-mahfil tanhaa
Tamanna Jamali
Ghazal
aazmaa.ish se to be-chaarii Gazal bhii guzrii
ik shahanshaah bahaadur ko zafar karne me.n
Mujahid Faraaz
Ghazal
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
mai-o-maashuuq se daulat se bahaar-e-gul me.n
chakkhiyaa.n rahtii hai.n yaaro.n kii charii rahtii hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
duniyaa se ik roz hamaarii baat hu.ii chhup kar
so be-chaarii kii ab tak fahmaa.ish hotii hai
Khalid Ebadi
Ghazal
aa.nkhe.n hai.n hasiino.n kii tire sabza-e-ruKH par
kyuu.nki na ho mailaan Gazaalo.n ko charii kaa
Imdad Imam Asar
Ghazal
tere mashkuur hai.n hamdam kiyaa vaazeh tuu ne
fe.al-e-Gaarat-garii sayyaad kii naa-chaarii hai