SEARCH RESULTS
Showing search results for "charkh"
Ghazal MATCHES FOR "charkh"
Ghazal
sikhaate naala-e-shab-giir ko dar-andaazii
Gam-e-firaaq kaa us charKH ko aduu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
paamaal ham na hote faqat jaur-e-charKH se
aa.ii hamaarii jaan pe aafat ka.ii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
tuu use kis ke bharose pe nahii.n kaat rahii??
charKH ko dekhne vaalii!! tiraa charKHa TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mah o sitaara o KHurshiid o charKH haf-iqliim
ye ehtimaam mire dast-e-naa-rasaa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
kis liye uzr-e-taGaaful kis liye ilzaam-e-ishq
aaj charKH-e-tafraqa-parvaaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Syed sadiq husain
Ghazal
ham ko gar tuu ne rulaayaa to rulaayaa ai charKH
ham pe Gairo.n ko to zaalim na ha.nsaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
aur kyuu.n chhe.Dtii hai gardish-e-charKH
vo nazar phir ga.ii ye kyaa kam hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
shole ugalte tiir baraste the charKH se
saaya thaa paas me.n na ko.ii saa.ebaan thaa
Adil Mansuri
Ghazal
ishq kii raah me.n hai charKH-e-makaukab kii vo chaal
sust-rau jaise ko.ii aabla-paa hotaa hai