SEARCH RESULTS
Showing search results for "charkh"
Nazm MATCHES FOR "charkh"
Nazm
ramaen ka ek sin
ik daftar-e-mazaalim-e-charKH-e-kuhan khulaa
vaa thaa dahaan-e-zaKHm ki baab-e-suKHan khulaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
apni malka-e-suKHan se
hotaa hai mah-vasho.n kaa vo aalam tire huzuur
jaise charaaG-e-murdaa sar-e-bazm-e-sham-e-tuur
Josh Malihabadi
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
chaukii ik chau-lakhkhii dekhii
KHuub hii chakkhii-pakhkhii dekhii
Akbar Allahabadi
Nazm
inqalab
nizaam-e-charKH me.n dekhe.nge ik taGayyur-e-KHaas
sukuun-e-dahr me.n ik iztiraab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
goristan-e-shahi
charKH-e-be-anjum kii dahshatnaak vus.at me.n magar
bekasii is kii ko.ii dekhe zaraa vaqt-e-sahar
Allama Iqbal
Nazm
marsiya-e-dehli-e-marhum
ham ko gar tuu ne rulaayaa to rulaayaa ai charKH
ham pe Gairo.n ko to zaalim na ha.nsaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
dariche ke qarib
charKH gardaa.n hai jahaa.n
shaam ko phir usii kaashaane me.n lauT aataa huu.n
Noon Meem Rashid
Nazm
KHana-ba-dosh
uTThe hai.n jis kii god se aazar vo qaum hai
to.De hai.n jis ne charKH se aKHtar vo qaum hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
jibra.iil apnii hai.at me.n hai.n numaa.ish-manzar
paa.nv paataal me.n sar charKH se Takraa.e kahii.n
Adil Mansuri
Nazm
nur-jahan ka mazar
maah-e-falak-e-husn ko ye burj milaa hai
ai charKH tire husn-e-navaazish kaa gilaa hai
Tilok Chand Mahroom
Nazm
shab-baraat
tum par to aap hotii hai ab vaarii shab-baraat
ghanchakkar apne dam me.n kahii.n charKH khaate hai.n