SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashma-e-bedaar"
Ghazal MATCHES FOR "chashma-e-bedaar"
Ghazal
be-niyaazii kaa ye aalam hai to ik din ‘chashma’
mere dil ko vo ta.Dap suurat-e-maahii de.nge
Chashma Farooqi
Ghazal
hai jis kii ravaanii se lahuu garm hamaaraa
vo chashma-e-bedaar yahaa.n bhii hai vahaa.n bhii
Ashhar Hashmi
Ghazal
kaash bedaar ho.n tuufaan me.n jazbaat tire
kaash phir terii mohabbat me.n nikhaar aa jaa.e
Bedar Bhopali
Ghazal
sham-e-afroKHta jab bazm me.n dekho yaaro
haal-e-'bedaar'-e-jigar-soKHta vaa.n yaad karo
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
huu.n tirii chashm-e-mast kaa mushtaaq
jaam-e-sarshaar kyaa karuu.n tujh bin
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
haalat-e-'bedaar' ab kyaa kiijiye aap aage bayaa.n
vaqt hai ab bhii agar tashriif farmaate ho tum
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
shaiKH kii masjid se ai 'bedaar' kyaa hai tujh ko kaam
sajda-gah apnaa sanam ke aastaa.n kaa sang hai
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
hu.aa hai diida-e-'bedaar' gul-fishaa.n jab se
giraa hai tab se ye abr-e-bahaar aa.nkho.n se
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
ye sun ke kahne lagaa vo sitamgar-e-be-rahm
mirii balaa se jo mar jaa.egaa tuu ai 'bedaar'
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
'bedaar' zulf khii.nche idhar chashm-e-yaar udhar
hairaa.n hai dil kahaa.n na rahe kis ke haa.n rahe
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Dartaa huu.n ki dil har dam maltaa hai na ho jaave
us chashm-e-sitam-gar kaa biimaar KHudaa-haafiz
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
bikne motii lage baazaar me.n kau.Dii kau.Dii
yaad me.n terii zi-bas chashm-e-guhar-baar hu.e