SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaupaal"
Ghazal MATCHES FOR "chaupaal"
Ghazal
phir vahii uktaahaTe.n ho.ngii badan chaupaal me.n
umr ke qisse me.n tho.Dii sii javaanii aur hai
Munawwar Rana
Ghazal
mausam hai sard-mehr lahuu hai jamaav par
chaupaal chup hai bhii.D lagii hai alaav par
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
Nazeer Banarasi
Ghazal
raat chaupaal me.n dete the tasallii saare
chand hii roz hai.n ab fasl bhii pak jaa.egii
Hasan Zaheer Raja
Ghazal
qissa-go ab tirii chaupaal se mai.n jaataa huu.n
raat bhii bhiig chukii nii.nd bhii aa.ii hu.ii hai
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
miTtii hu.ii tahziib se nafrat na kiyaa kar
chaupaal pe buu.Dho.n kii kahaanii bhii sunaa kar
Rafiq Sandelvi
Ghazal
vo siidhe-saade log vo chaupaal ab kahaa.n
ek ek karke gaa.nv kaa naqsha badal gayaa
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
ab vo chaupaal ke qisse na vo fursat na vo log
ab to har gaa.nv se bargad kaa shajar kaTtaa hai
Muhib Wafa
Ghazal
log chaupaal me.n baiThe the magar saakit the
ham bhii KHaamosh rahe zaKHm kii ruudaad samet
Komal Joya
Ghazal
is chaupaal ke paas ik buu.Dhaa bargad hotaa thaa
ek alaamat gum hai yahaa.n se mirii kahaanii kii
Anjum Saleemi
Ghazal
gaa.nv jaataa huu.n to chaupaal kaa ik buu.Dhaa daraKHt
baahe.n phailaa ke ye kahtaa ki aa re bachche
Farooq Engineer
Ghazal
Naeem Naaz
Ghazal
chaupaal kii kahaanii ke kirdaar kyaa hu.e
shab KHatm ho ga.ii hai so bujhne lagaa charaaG