SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhe.Dne"
Ghazal MATCHES FOR "chhe.Dne"
Ghazal
muntazir itnii kabhii thii na fazaa-e-aafaaq
chhe.Dne hii ko huu.n pur-dard Gazal saaz to de
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
haTii zulf un ke chehre se magar aahista aahista
ayaa.n suuraj hu.aa vaqt-e-sahar aahista aahista
Qamar Jalalvi
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
chashm-e-inkaar me.n iqraar bhii ho saktaa thaa
chhe.Dne ko mujhe phir merii anaa puuchhtii hai
Asad Badayuni
Ghazal
vasl me.n vo chhe.Dne kaa hausla jaataa rahaa
tum gale se kyaa mile saaraa gila jaataa rahaa
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ye matlab hai ki mahfil me.n manaa.e aur man jaa.e.n
vo mere chhe.Dne ko Gair se bezaar baiThe hai.n
Imdad Imam Asar
Ghazal
mujhe chhe.Dne ko saaqii ne diyaa jo jaam ulTaa
to kiyaa bahak ke mai.n ne use ik salaam ulTaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
chhe.Dne ko mire darbaan kahaa karte hai.n
Thahro jaldii na karo un ko KHabar hone do
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
niim-uryaa.n kuchh numaa.ish husn kii thii vasl me.n
chhe.Dne ko raat hiila un kii a.ng.Daa.ii hu.ii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
mai.n chhe.Dne lagaa huu.n phir apnii na.ii Gazal
aa jaa.o phir tabassum-e-pinhaa.n liye hu.e
Jagan Nath Azad
Ghazal
chhe.Dne ko mire gar aap kaa jii chaahe hai
be-adab huu.n mai.n mire haq me.n jo farmaa.o suno
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jaan kar vaarafta un ke chhe.Dne kii der thii
phir to dil ik hosh me.n aayaa hu.aa diivaana thaa
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
roke jaate hai.n rah-e-dost ke chalne vaale
vahii dushman hai jo hamdard hai diivaane kaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
phuuT kar rote hu.e dekh liyaa hai mujh ko
chhe.Dne ko mire har-vaqt hai barsaat kii baat
Riyaz Khairabadi
Ghazal
yaa chhe.Dne ko abr ke ik jhaTkaa maar kar
shalvaar-band barq-e-sharar-baar to.Diye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
chhe.Dne ko unhe.n mai.n baat kiye jaataa huu.n
mere kahne ko vo kah dete hai.n har baar Galat