SEARCH RESULTS
Showing search results for "chho.Dne"
Ghazal MATCHES FOR "chho.Dne"
Ghazal
mushtarak dost bhii chhuuTe hai.n tujhe chho.Dne par
ya.anii diivaar haTaanii pa.Dii tasviir ke ba.ad
Umair Najmi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
sau baar laGzisho.n kii qasam khaa ke chho.D dii
sau baar chho.Dne kii qasam khaa ke pii gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
natiija karbalaa se muKHtalif ho yaa vahii ho
madiina chho.Dne kaa faisla karnaa pa.Degaa
Iftikhar Arif
Ghazal
vo bhii badal gayaa hai mujhe chho.Dne ke baad
mujh se bhii apne aap me.n aayaa kahaa.n gayaa
Faisal Ajmi
Ghazal
mahsuus ho rahaa hai ki mai.n KHud safar me.n huu.n
jis din se rail par mai.n tujhe chho.Dne gayaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
but-kada chho.Dne vaale to na the
KHair miltii hai to jannat hii sahii
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
chho.D kar aise gayaa hai chho.Dne vaalaa mujhe
dosto us ne kahii.n kaa bhii nahii.n chho.Daa mujhe
Aks samastipuri
Ghazal
vo bhii daaman chho.Dne ko tayyaar nahii.n hai
mai.n bhii abhii is shaaKH se uljhaa rah saktaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
haalat-e-dil pe parindo.n ne bhii nauha likkhaa
chho.Dne vaale bataa tujh ko pashemaanii hai
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
Anwar Masood
Ghazal
duur tak ko.ii na aayaa un ruto.n ko chho.Dne
baadalo.n ko jo dhanak kii chuu.Diyaa.n pahnaa ga.ii.n
Zubair Rizvi
Ghazal
ham-safar na ban.naa thaa saath chho.Dne vaale
ab chalaa nahii.n jaataa ham se do qadam tanhaa
Mubarak Mungeri
Ghazal
ham ye jangal chho.Dne vaale nahii.n sun liijiye
bhe.Diyo.n me.n ab bhii tho.Dii aadmiyat hai yahaa.n
Nomaan Shauque
Ghazal
diibaacha-e-imkaan me.n rakh chho.Dne vaale
ham log bataa ahl-e-yaqii.n the ki nahii.n the
Ahmad Sageer
Ghazal
akelaa chho.Dne vaalo.n ko ye bataa.e ko.ii
ki ham to raah ko bhii ham-safar samajhte hai.n
Saud Usmani
Ghazal
shaayad na.e makaan me.n un kaa na dil lage
ghar chho.Dne lago to parinde bhii chho.D do