SEARCH RESULTS
Showing search results for "chho.de"
Ghazal MATCHES FOR "chho.de"
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
chho.Duu.ngaa mai.n na us but-e-kaafir kaa puujnaa
chho.De na KHalq go mujhe kaafar kahe baGair
Mirza Ghalib
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
mai.n jaataa huu.n dil ko tire paas chho.De
mirii yaad tujh ko dilaataa rahegaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
bichh.De hu.e vo yaar vo chho.De hu.e dayaar
rah rah ke ham ko yaad jo aa.e.n kisii ko kyaa
Habib Jalib
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
sab chho.De jaa rahe the safar kii nishaaniyaa.n
mai.n ne bhii ek naqsh banaayaa daraKHt par
Abbas Tabish
Ghazal
merii tanhaa.ii se kah do ki sahaaraa chho.De
zindagii bhar ye sahaare nahii.n achchhe lagte
Indira Varma
Ghazal
dil ne chho.Daa hai na chho.De tire milne kaa KHayaal
baar-haa dekh liyaa ham ne malaamat kar ke
Hasrat Mohani
Ghazal
be-kasii dard-o-alam daaG tamannaa hasrat
chho.De jaate hai.n pas-e-marg ye tarke aashiq
Ameer Minai
Ghazal
miTaa sake na ko.ii sail-e-inqalaab jinhe.n
vo naqsh chho.De hai.n ham ne vafaa ke raste me.n
Habib Jalib
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
havaa.e tund na chho.De mire Gubaar kaa saath
ye gard-e-raah kahaa.n KHaak-e-aastaana hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dilo.n pe qaul-o-amal ke vo naqsh chho.De hai.n
ki peshvaa.o.n ke bhii peshvaa hamii.n Thahre
Faragh Rohvi
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
chho.De jaatii hai magar ye bhii tujhe yaad rahe
zindagii tere sivaa ab ko.ii apnaa bhii nahii.n