SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuke.nge"
Ghazal MATCHES FOR "chuke.nge"
Ghazal
aaKHir kahaa.n talak ham ik roz ho chuke.nge
barso.n se va.ada-e-shab har sub.h par rahe hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
ai 'vafaa' maarka-e-ishq to sar kyaa hogaa
ho chuke.nge hamii.n ye maa'rka sar hone tak
Mela Ram Wafa
Ghazal
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
aa.nkho.n me.n jo bhar loge to kaa.nTo.n se chubhe.nge
ye KHvaab to palko.n pe sajaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
sau chaa.nd bhii chamke.nge to kyaa baat banegii
tum aa.e to is raat kii auqaat banegii
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
nemat-e-ziist kaa ye qarz chukegaa kaise
laakh ghabraa ke ye kahte rahe.n mar jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sunaa hai shahr me.n zaKHmii dilo.n kaa mela hai
chale.nge ham bhii magar pairahan rafuu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
KHvaab aa.iine hai.n aa.nkho.n me.n liye phirte ho
dhuup me.n chamke.nge TuuTe.nge to chubh jaa.e.nge
Bashir Badr
Ghazal
ham se khul jaa.o ba-vaqt-e-mai-parastii ek din
varna ham chhe.De.nge rakh kar uzr-e-mastii ek din
Mirza Ghalib
Ghazal
kaisii zebaa.ii hai jab se tumhe.n chaahaa ham ne
aur chaahe.nge tumhe.n aur sanvaare.nge tumhe.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hamaare baa'd tire ishq me.n na.e la.Dke
badan to chuume.nge zulfe.n nahii.n sa.nvaare.nge