SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuutiyaa"
Ghazal MATCHES FOR "chuutiyaa"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
apnii yaado.n se kaho ik din kii chhuTTii de mujhe
ishq ke hisse me.n bhii itvaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
baiThaa rahtaa thaa saahil pe saaraa din
dariyaa mujh se jaan chhu.Daayaa kartaa thaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
mere dil kii dha.Dkano.n me.n Dhal ga.ii.n
chuu.Diyaa.n mausiiqiyaa.n shahnaa.iyaa.n
Kaif Bhopali
Ghazal
'Gaalib' chhuTii sharaab par ab bhii kabhii kabhii
piitaa huu.n roz-e-abr o shab-e-maahtaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
phaTaa-puraanaa KHvaab hai meraa phir bhii 'taabish'
is me.n apnaa-aap chhupaayaa jaa saktaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
chhupaayaa husn ko apne kaliim-ullaah se jis ne
vahii naaz-aafrii.n hai jalva-pairaa naazniino.n me.n
Allama Iqbal
Ghazal
shaaKH pe baiThii bholii-bhaalii ik chi.Diyaa
kyaa jaane us par bhii nishaana lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
phir us ne mujh se kisii baat ko chhupaayaa nahii.n
vo khul gayaa thaa kisii baat ko chhupaate hu.e
Saleem Kausar
Ghazal
bahut mahiin thaa parda laraztii aa.nkho.n kaa
mujhe dikhaayaa bhii tuu ne mujhe chhupaayaa bhii
Aanis Moin
Ghazal
ham ne KHud se bhii chhupaayaa aur saare shahr ko
tere jaane kii KHabar diivaar-o-dar karte rahe