SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuvaate"
Ghazal MATCHES FOR "chuvaate"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
palke.n bhii chamak uThtii hai.n sote me.n hamaarii
aa.nkho.n ko abhii KHvaab chhupaane nahii.n aate
Bashir Badr
Ghazal
zaKHm-e-dil jurm nahii.n to.D bhii de mohr-e-sukuut
jo tujhe jaante hai.n un se chhupaataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
mere siine me.n kahii.n KHud ko chhupaataa hu.aa tuu
tere siine se tiraa dard churaataa hu.aa mai.n
Ammar Iqbal
Ghazal
phir us ne mujh se kisii baat ko chhupaayaa nahii.n
vo khul gayaa thaa kisii baat ko chhupaate hu.e
Saleem Kausar
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ham ki hai.n lazzat-e-aazaar ke maare hu.e log
chaaragar aa.e.n to zaKHmo.n ko chhupaane lag jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
dil se uThte hu.e sho.alo.n ko kahaa.n le jaa.e.n
apne har zaKHm ko pahluu me.n chhupaane vaale
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
badan churaate hu.e ruuh me.n samaayaa kar
mai.n apnii dhuup me.n soyaa hu.aa huu.n saayaa kar