SEARCH RESULTS
Showing search results for "come-back"
Ghazal MATCHES FOR "come-back"
Ghazal
kii na jab ahl-e-siyaasat ne sitam se tauba
ham utaare ga.e is qaum-e-bad-unvaa.n ke liye
Mani Nagpuri
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
hamaare ghar ke vo kone bhii ho ga.e paagal
jahaa.n jahaa.n tirii aavaaz rah ga.ii baaqii
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
kiye ga.e the jo taa'miir sang-e-marmar se
bikhar ga.e vo dar-o-baam kore kaaGaz par
SabeenSaif
Ghazal
mujhe dha.Dkaa hai to bas TuuT ke gir jaane kaa
soch kaa koh-e-garaa.n-baar mire sar par hai
Niyaz Husain Lakhwera
Ghazal
kaaGaz pe kaise Thahre.n misre mirii Gazal ke
lafzo.n me.n bah rahaa hai kore gha.De kaa paanii
Aslam Kolsarii
Ghazal
bas apne dil ke KHudaa se kalaam karte rahe
aur apne KHaak ke tuude ko koh-e-tuur kiyaa
Baqar Naqvi
Ghazal
jin hauslo.n pe koh-e-giraa.n kaa gumaan thaa
aa.ndhii chalii to saik.Do.n hisso.n me.n baT ga.e
Sultan Akhtar
Ghazal
tab tak to pa.D rahe the bas baar-baar ko.De
jab tak na thak ke baiThe vo maar kahne vaale
Hamza Faiz
Ghazal
zaraa saa hausla rakhne kii baat hai 'naamii'
ye koh-e-Gam hai ko.ii aasmaan tho.Daa hai
Rustam Nami
Ghazal
tanhaa.ii kaa ilaaj ye mah.ngaa bahut pa.Daa
uktaa ke mai.n ne news kaa channel lagaayaa thaa
Saurabh Shekhar
Ghazal
jiinaa azaab kyuu.n hai ye kyaa ho gayaa mujhe
kis shaKHs kii lagii hai bhalaa bad-du.aa mujhe
Salman Akhtar
Ghazal
gulo.n ke saath ajal ke payaam bhii aa.e
bahaar aa.ii to gulshan me.n daam bhii aa.e