SEARCH RESULTS
Showing search results for "copiyo.n"
Ghazal MATCHES FOR "copiyo.n"
Ghazal
Anant Gupta
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
'faraaz' apnii jigar-kaaviyo.n pe naaz na kar
ki ye mata-e-hunar bhii sadaa kisii kii nahii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
be-misaal qariyo.n ke be-kanaar baaGo.n ke
apne KHvaab logo.n ke KHvaab me.n dikhaa duu.ngaa
Muneer Niyazi
Ghazal
maqaam-e-shauq tire qudsiyo.n ke bas kaa nahii.n
unhii.n kaa kaam hai ye jin ke hausle hai.n ziyaad
Allama Iqbal
Ghazal
ko.ii to habs-e-havaa se ye puuchhtaa 'mohsin'
milaa hai kyaa use kaliyo.n ko be-numuu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
ai andaliib tujh ko lage kab havaa-e-ishq
kaliyo.n kii tarah tujh me.n na phuuTe hazaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
kaliyo.n kaa tabassum ho, ki tum ho ki sabaa ho
is raat ke sannaaTe me.n, ko.ii to sadaa ho
Hari Chand Akhtar
Ghazal
KHud ko poshiida na rakkho band kaliyo.n kii tarah
phuul kahte hai.n tumhe.n sab log to mahkaa karo
Manzar Bhopali
Ghazal
kyaa talKH-kaamiyo.n ne lab-e-zaKHm sii diye
vo shor-e-ishtiyaaq-e-namak-daa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
kaliyo.n kii tarah phuuT sar-e-shaaKH-e-tamannaa
KHushbuu kii tarah phail chaman-taa-ba-chaman tuu
Mohsin Naqvi
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
jo dekhaa kaliyo.n ko tujh par nisaar hote hu.e
to rang ban ke fazaa me.n bikhar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
sabab ye hote hai.n har sub.h baaG jaane ke
sabaq pa.Dhaate hai.n kaliyo.n ko muskuraane ke
Saail Dehlvi
Ghazal
yuu.n muskuraa.e jaan sii kaliyo.n me.n pa.D ga.ii
yuu.n lab-kushaa hu.e ki gulistaa.n banaa diyaa