SEARCH RESULTS
Showing search results for "cross"
Ghazal MATCHES FOR "cross"
Ghazal
ye ishq ik imtihaan to le mai.n paas kar luu.n
huduud huu.n to huduud saarii cross kar luu.n
Zeeshaan sajid
Ghazal
Shabab Lalit
Ghazal
ghar vaalo.n ko Gaflat pe sabhii kos rahe hai.n
choro.n ko magar ko.ii malaamat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
ka.De hai.n kos bahut manzil-e-mohabbat ke
mile na chhaa.nv magar dhuup Dhal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hazaar kos nigaaho.n se dil kii manzil tak
ko.ii qariib se dekhe to ham ko pahchaane
Ada Jafarey
Ghazal
hazaar kos nigaaho.n se dil kii manzil tak
ko.ii fareb se dekhe to ham ko pahchaane
Ada Jafarey
Ghazal
u.Dte hai.n parinde to yahaa.n jhiil bhii hogii
taptaa hai bayaabaan-e-badan kos ka.De hai.n
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
jaa-e-qayaam manzil-e-hastii na thii 'amiir'
utre the ham siraa me.n ki kos-e-safar bajaa
Ameer Minai
Ghazal
raste ba.De dushvaar the aur kos ka.De the
lekin tirii aavaaz pe ham dau.D pa.De the
Ram Riyaz
Ghazal
ka.De hai.n kos safar duur kaa zaruurii hai
gharo.n se rishto.n kaa ab KHaatma zaruurii hai
Musavvir Sabzwari
Ghazal
aage chal ke to ka.De kos hai.n tanhaa.ii ke
aur kuchh duur talak lutf-e-safar hai ye bhii
Zeb Ghauri
Ghazal
raat to KHair kisii tarah se kaT jaa.egii
raat ke baa'd ka.ii kos ka.De aur bhii hai.n
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
vahshat-e-dil ne kiyaa hai vo bayaabaa.n paidaa
saik.Do.n kos nahii.n suurat-e-insaa.n paidaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Zaheen Shah Taji
Ghazal
ta.ng ho kar tire har baar ke dahkaane se
kos baiThe na ko.ii ri.nd-e-sharaabii saaqii