SEARCH RESULTS
Showing search results for "daa.imii"
Ghazal MATCHES FOR "daa.imii"
Ghazal
vo maujuud hai.n aur un kii kamii hai
mohabbat bhii tanhaa.ii-e-daa.imii hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
ek ilaaj-e-daa.imii hai to baraa-e-tishnagii
pahle hii ghuu.nT me.n agar zahr milaa diyaa karo
Pirzada Qasim
Ghazal
zindagaanii ik fareb-e-daa.imii hai sar-ba-sar
mujh pe ye zaahir hu.aa shaam-o-sahar ko dekh kar
Sudarshan Faakir
Ghazal
hayaat-e-daa.imii kii lahar hai is zindagaanii me.n
agar marne se pahle ban pa.De to 'josh' mar jaa.e
Josh Malihabadi
Ghazal
Saraswati Saran Kaif
Ghazal
daastaa.n me.n jahaa.n ik daa.imii din hotaa thaa
ab vahaa.n shaam utar aatii hai kirdaaro.n par
Shaheen Abbas
Ghazal
daa.imii aalaam kaa KHuugar banaa kar ruuh ko
naa-gahaanii haadso.n kii gardane.n KHam kiijiye
Josh Malihabadi
Ghazal
mujh ko na din ko chain na shab ko sukuu.n nasiib
ik rabt-e-daa.imii mirii shaam-o-sahar me.n hai
Behzad Lakhnavi
Ghazal
'sahar' is jahaan-e-bahaar-e-KHizaa.n me.n
KHushii daa.imii hai na Gam jaavedaanii
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
ishq-o-nazar kaa daa.imii rishta azal se hai
majnuu.n ne shahr chho.D ke jaanaa to hai nahii.n
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
Fazil Ansari
Ghazal
zaaviya ko.ii muqarrar nahii.n hone paataa
daa.imii ek bhii manzar nahii.n hone paataa