SEARCH RESULTS
Showing search results for "daa.nt"
Ghazal MATCHES FOR "daa.nt"
Ghazal
vo nahii.n milii ham ko hook button saraktii jiin
zip ke daa.nt khulte hii aa.nkh se girii cholii
Bashir Badr
Ghazal
paas aa.o ki ham khaa to nahii.n jaa.e.nge tum ko
bas daa.nt dikhaane ke hai.n khaane ke nahii.n ham
Farhat Ehsas
Ghazal
Shahzad Nayyar
Ghazal
miraa daa.nt hai tere ho.nTo.n pe mat puuchh
kahuu.ngaa to la.Dne ko tayyaar hogaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
qaadrii ne Daa.nT kuchh aisii pilaa.ii sher ko
sher muslim-league kaa thaa dum hilaane se gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
puuchhaa na jaa.egaa jo vatan se nikal gayaa
be-kaar hai jo daa.nt dahan se nikal gayaa
Ameer Minai
Ghazal
judaa.iyo.n kii gha.Dii naqsh naqsh boltii hai
vo barf-baar havaa thii, vo daa.nt bajte the
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
halqa-e-gesuu-e-shab ko zarra-e-afshaa.n chunii
raat ko chun chun ke ik ik daa.nt to.Daa saa.np kaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
jal gayaa aag me.n aap apne mai.n maanind-e-chiinaar
piiste rah ga.e daa.nt arra-o-sohaa.n kyaa kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
'hafiiz' hashr me.n kar hii chukaa thaa mai.n fariyaad
ki us ne Daa.nT diyaa saamne se aa ke mujhe
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
na tursh-ruu ho na khaTTe karo hamaare daa.nt
mazaa hai ha.ns ke lab-e-shakkarii.n kaa bosa do
Maqsood Ahmad Nutq Kakorwi
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ha.ns kar dikhaa.e daa.nt jo ham ko to kyaa hu.aa
le liijiye jo qiimat-e-silk-e-guhar khule
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
lab us ke pista zaqan seb aa.nkhe.n hai.n baadaam
khule jo daa.nt ha.nsii me.n nazar anaar aayaa