SEARCH RESULTS
Showing search results for "daad"
Ghazal MATCHES FOR "daad"
Ghazal
iizaa-dahii kii daad jo paataa rahaa huu.n mai.n
har naaz-aafrii.n ko sataataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
asar kare na kare sun to le mirii fariyaad
nahii.n hai daad kaa taalib ye banda-e-aazaad
Allama Iqbal
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
mere kaarobaar me.n sab ne ba.Dii imdaad kii
daad logo.n kii galaa apnaa Gazal ustaad kii
Rahat Indori
Ghazal
dil lagaa kar lag gayaa un ko bhii tanhaa baiThnaa
baare apnii bekasii kii ham ne paa.ii daad yaa.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ab to be-daad pe be-daad karegii duniyaa
ham na ho.nge to hame.n yaad karegii duniyaa
Qateel Shifai
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
mujh se chhup kar mire armaano.n ko barbaad na kar
daad-KHvaahii ke liye aayaa huu.n bedaad na kar
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jaa.n-daad-gaa.n kaa hausla fursat-gudaaz hai
yaa.n arsa-e-tapiidan-e-bismil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
libaas tan pe salaamat hai.n haath KHaalii hai.n
ham ek mulk-e-KHudaa-daad ke savaalii hai.n
Mohsin Ehsan
Ghazal
daad kii bhiik na maa.ng!! ai mire achchhe shaa.er!!
jaa tujhe merii du.aa hai tiraa kaasa TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
ye bhii nayaa sitam hai hinaa to lagaa.e.n Gair
aur us kii daad chaahe.n vo mujh ko dikhaa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
tohmat lagaa ke maa.n pe jo dushman se daad le
aise suKHan-farosh ko mar jaanaa chaahiye