SEARCH RESULTS
Showing search results for "daad"
Nazm MATCHES FOR "daad"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
yuu.n zulm na kar be-daad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
KHun phir KHun hai
teG-e-be-daad pe yaa laasha-e-bismil pe jame
KHuun phir KHuun hai Tapkegaa to jam jaa.egaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
wasoKHt
kyuu.n daad-e-Gam hamii.n ne talab kii buraa kiyaa
ham se jahaa.n me.n kushta-e-Gam aur kyaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jugnu
vo daar-o-giir vo aazaadii-e-vatan kii ja.ng
vatan se thii ki Ganiim-e-vatan se Gaddaarii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hindi islam
vahdat kii hifaazat nahii.n be-quvvat-e-baazuu
aatii nahii.n kuchh kaam yahaa.n 'aql-e-KHudaa-daad
Allama Iqbal
Nazm
mujhe jaana hai ek din
mujhe jaanaa hai ik din terii bazm-e-naaz se aaKHir
abhii phir dard Tapkegaa mirii aavaaz se aaKHir
Asrarul Haq Majaz
Nazm
chhabbis january
hai bas-ki sarfaroshii shaayaan-e-daad un kii
bhaarat kii is KHushii me.n shaamil hai yaad un kii
Tilok Chand Mahroom
Nazm
parwaz
diyaa javaab use KHuub murG-e-sahraa ne
Gazab hai daad ko samjhaa hu.aa hai tuu bedaad
Allama Iqbal
Nazm
mann-o-salwa
ye nau-shervaan-e-aadil kii daad-gaahe.n
tasavvuf o hikmat o adab ke nigaar-KHaane
Noon Meem Rashid
Nazm
chal-chalaw
kyaa daad jo ik lamhe kii ho vo daad nahii.n kahlaa.egii
jo baat ho dil kii aa.nkho.n kii
Meeraji
Nazm
aql-o-dil
har KHaakii-o-nuurii pe hukuumat hai KHirad kii
baahar nahii.n kuchh 'aql-e-KHudaa-daad kii zad se
Allama Iqbal
Nazm
guDDe miyan ki shadi
magar qaabil-e-daad har intizaam
ye bartan ye kap.De ye kursii ye mez