SEARCH RESULTS
Showing search results for "daam-e-mohabbat"
Ghazal MATCHES FOR "daam-e-mohabbat"
Ghazal
gulo.n ke daam-e-mohabbat me.n aa rahaa huu.n mai.n
fareb husn-e-majaazii kaa khaa rahaa huu.n mai.n
Baldev singh Hamdam
Ghazal
asiir-e-daam-e-mohabbat kahaa.n se ho aazaad
ki un kii zulf kii zanjiir jab rihaa.ii na de
Ahmad Musharraf Khawar
Ghazal
ai tire daam-e-mohabbat ke dil o jaa.n sadqe
shukr hai qaid-e-alaa.iq se ham aazaad rahe
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
vo dil ban ke daam-e-mohabbat me.n aayaa
ki zulfo.n me.n thaa aashiyaanaa kisii kaa
Murli Dhar Shad
Ghazal
Hasan Abbas Raza
Ghazal
mash.huur-e-zamaana hai.n 'qatiil' us kii u.Daane.n
vo daam-e-mohabbat me.n giraftaar hii kab thaa
Qateel Shifai
Ghazal
ho bhii chuke the daam-e-mohabbat me.n ham asiir
aalam abhii ba-qaid-e-zamaan-o-makaa.n na thaa
Fani Badayuni
Ghazal
Waseem Khairabadi
Ghazal
likhtaa bhii hai mujh ko sar-e-qirtaas-e-mohabbat
mazmuum jo lagtaa huu.n miTaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
Anwar-ul-Haq Ahmar Lucknowi
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
asiir-e-daam-e-mohabbat se puuchhiye 'betaab'
kamand turra-e-mushkiin-e-dilsitaa.n kaa pataa
Betab Azimabadi
Ghazal
ab to saudaa-e-mohabbat hai faqat diivaangii
varna saudaa-e-mohabbat kaa bhii ik usluub thaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
phir laakh mohabbat ko 'razaa' ko.ii sa.nvaare
aaGaaz-e-mohabbat kaa zamaana nahii.n aataa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
husn vaalo.n kii KHudaa.ii hai KHudaa.ii barham
kis ko rahm aa.e mohabbat ke gunah-gaaro.n par
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
aisii bhii kyaa nigaah-e-mohabbat se dushmanii
phuulo.n samet rang-e-gulistaa.n badal gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
miraa vajuud ki hai daana-e-qanaa.at saa
mai.n ik faqiir parinda huu.n daam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aap ke shikva-e-bejaa kaa gila kyaa karnaa
aap ne apnii mohabbat to kabhii dii hotii