SEARCH RESULTS
Showing search results for "daavo.n"
Ghazal MATCHES FOR "daavo.n"
Ghazal
da.avo.n kii taraazuu me.n to azmat nahii.n tultii
fiite se to kirdaar ko naapaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
ulTii to thii naqaab kisii ne magar 'shakeb'
da.avo.n ke baavajuud nazaara na ho sakaa
Shakeb Jalali
Ghazal
itne daavo.n se guzar kar ye KHayaal aataa hai
'azm' kyaa tum ne kabhii harf-e-nadaamat likkhaa
Azm Bahzad
Ghazal
mujh ko in khokhle da.avo.n se bhii ghin aatii hai
phuul ke bhes me.n patthar nahii.n achchhe lagte
Amrina Qaiser
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ye din jo thaa ye rahaa hai.n gavaah va.ado.n kaa
ye shab jo hai tire da.avo.n kaa imtihaa.n legii
Atif Khan
Ghazal
sirf daa’vo.n se ko.ii baat nahii.n ban saktii
laa ke 'saadiq' saa ko.ii ik sar-e-saudaa.ii dikhaa
Ahtamam Sadiq
Ghazal
Seema Abbasi
Ghazal
bas tishnagii kii aa.nkh se dekhaa karo unhe.n
dariyaa ravaa.n-davaa.n hai.n chamakte saraab ke
Adil Mansuri
Ghazal
daadaa ba.De bhole the sab se yahii kahte the
kuchh zahr bhii hotaa hai a.ngrezii davaa.o.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
jaan sii shai bik jaatii hai ek nazar ke badle me.n
aage marzii gaahak kii in daamo.n to sastii hai
Fani Badayuni
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
pahle talaashaa khet phir dariyaa kii khoj kii
baaqii kaa vaqt gehuu.n ke daano.n me.n baT gayaa
Nida Fazli
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
is mausam me.n gul-daano.n kii rasm kahaa.n hai
logo ab phuulo.n kii aatish-daan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
abhii se tujh ko bahut naagavaar hai.n hamdam
vo haadsaat jo ab tak ravaa.n-davaa.n guzre