SEARCH RESULTS
Showing search results for "dabaate"
Ghazal MATCHES FOR "dabaate"
Ghazal
sab se chhupaate rahe dil me.n dabaate rahe
tum se kahe.n kis liye Gam thaa vo daulat na thii
Mohammad Alvi
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
phuul apne vasf sunte hai.n us KHush-nasiib se
kyaa phuul jha.Dte hai.n dahan-e-andaliib se
Waseem Khairabadi
Ghazal
Gaazi Moin
Ghazal
dil ke jazbaat ko ho.nTo.n se dabaate kyo.n ho
aag lag jaane do sho'lo.n ko bujhaate kyo.n ho
Farman Ziyai Sirojni
Ghazal
haq ko ai 'auj' dabaate hai.n sitamgaar yahaa.n
aur sitamgaar ko in.aam diyaa jaataa hai
Mirza Ali Akbar Auj
Ghazal
aavaaz mirii baiThii hai ai hazrat-e-zaahid
kyuu.n bahr-e-azaa.n aaj dabaate hai.n galaa aap
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Afeef Siraj
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
na.ara-e-haq ko dabaate hai.n khulii bazm me.n jab
ye kisii gosha-e-zindaa.n me.n javaa.n hotaa hai
Anand Narayan Mulla
Ghazal
ye ta'assub ye 'adaavat ye zabaa.n ke jhag.De
in sharaaro.n ko tah-e-KHaak dabaate chaliye
Bismillah Adeem
Ghazal
siskiyaa.n sun.ne ko miltii hai.n lahad se un kii
vo jo aavaaz dabaate hu.e mar jaate hai.n
Mohammad Hasnain Parwez
Ghazal
ba.De ba.De bhii dabaate hai.n u.nglii daa.nt tale
kuchh aise aaj ke bachche kamaal karte hai.n
Sonia Sonam Aks
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
kartaa huu.n jam.a phir jigar-e-laKHt-laKHt ko
arsa hu.aa hai daavat-e-mizhgaa.n kiye hu.e